Googngi Ho gayi Zuban (Allama Iqbal)




Goongi ho Gai aaj Zuban kuch kehte kehte
Hichkicha gaya main khud ko musalman kehte kehte

Ye baat nahi keh mujh ko Us par yaqeen nahi
Bas dar gaya khud ko Saahib e Imaan kehte kehte

Tofeeq na huwi mujhe ek waqt ki namaaz ki
Aur chup huwa moazzan Azaan kehte kehte

Kisi kafir ne jo poocha ke ye kia hai Maheena?
Sharam se paani haath se gir gaya, Ramzan kehte kehte

Meri almaari me gard se atti KITAAB ka jo Poocha,
Main garh gaya zameen main, Quraan kehte kehte

Yeh sun ke chup saadh li "IQBAL" us ne
Yoon laga jese ruk gaya wo mujhe, Hewaan kehte kehte.

Bollywood Movies


26 comments:

Anonymous said...

geeo iqbal

Hammad said...

U sure that its Allama Iqbals..??
I don't think so that this is related to Allama Iqbal

Qasim Asadullah/FB profile said...

yes its one of the Allama Iqbal's poetry
and also one of those poetry for that Iqbal (RA) Ask for maafi from ALLAH

Anonymous said...

iqbal ki poetry humy musbet souch deti hy poetry phrty raho


Anonymous said...

her lehza hy momin

Anonymous said...

i want to knw keh yeh poetry iqbal ki kis book se li gayi hai plzzzz its very imp

divided said...

i also dont thinks so , that its by Iqbal Sahab,

Anonymous said...

aaj ke musalman ke haqiqat...Mashallah Iqbal (R.A)

Anonymous said...

Itni aala soch to Allama Iqbal sahab hi kiho sakti hai (i guess)

Adna shayar said...

Allah to hai arsh hi par mustawi
Agar wo hota har jagah
To kyun kar galat hoti butparasti

Ghalib kyun piyega sharab masjid me baith kar
Jab k wo haram hai agarche k tu piye maikhane me baith kar

Tu kya teri hasti kya jo dekh le khuda ko dikhta wo usi jo paar kar le pulsiraat ko

Unknown said...

Yes can anyone update ke ye shairi Iqbal ki konsi kitaab se li gayi hai??

Anonymous said...

Doesn't seem like iqbals style of poetry.

MAKKHAN said...

This is not poetic.. This is not by Iqbal. I am SuRE..
Gadhay henn wo jo samjhtay henn k ye iqbal ka kalaam hay.. Iqbal ki shairi itni bewazan ho hi nahi sakti

blogsurfer said...

If you want to find more poetry in Urdu then must visit: www.urduhits.com

blogsurfer said...

You may watch more beauty tips in Urdu www.urduhits.com

MHBT k Bhad k Duniya said...

nyc and well said

Unknown said...

Jis nay post upload ki ha wo refrance b bta dain tak bat k tasdeeq ho jay.bs keh daina kafi ni k ye iqbal ki poetry ha.

Unknown said...

MashahAllah..
Aah Islam tere chahne Wale na rahe.
Tu Jiska Chand tha afsos wo haale na rahe.

Unknown said...

bhai yeh kahee se bhi Iqbal ki poetry nahi lagti

Unknown said...

Iska reference do

Unknown said...

👌💙

Unknown said...

Great poetry iqbal shb

urdu audio books said...

Allama Iqbal was the Great Poet of indo-pak land.
He was the best Urdu Poetry writer

Irfan Farooqi said...

Thank you All

Anonymous said...

Iqbal is still a poet of "East".These are thinking of a "Darvesh".

Anonymous said...

Enter me as Tariq Saeed.Thank you.

Post a Comment

 
Copyright © Urdu Poetry